English :-
Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niyaz Jari Hai,
Khuda K Deen Ki-Umr-e Daraz Jari Hai, Sajday Main Rakh K Sir Ko Na Uthaya Hussain Ne,
Mere Hussain Ki Ab Tak Namaz Jari Hai - Imam Hussain Shayari
Hindi :-
Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niyaz Jari Hai,
Khuda K Deen Ki Umr-E-Daraz Jari Hai, Sajday Main Rakh K Sir Ko Na Uthaya Hussain Ne,
Mere Hussain Ki Ab Tak Namaz Jari Hai - Imam Hussain Shayari
English :-
Salam Ya Hussain,
I am happy that I am able to do so, I am happy that I am able to do the same with my mother,
Hum naya saal manatey hn tere matam se.
Hindi :-
Salam Ya Husain,
Apni taqdeaer Jagatey hen tere Matam se, Khoon ki raah bechaty hen tere Matam se, Apne izhar-e-aqeedat ka saliqa ye hai,
Hum naya Saal manatey hen tere matam se.
Aesi Namaz kaon parhega Jahan mein,
Sajda kiya to Sar Na uthaya Hussain ne,
Sab kuch Khuda ki raah men Qurban kar diya,
Asghar sa phool bhi na bachaya Hussain ne.
Yun Hi Nahi Jahan Main Charcha Hussain Ka, Kuch Dekh K Hua Tha, Zamana Hussain Ka, Sar De k Do Jahan Ki Hukumat Khareed Li, Mehanga Para yazeed Ko Sauda hussain ka.
Read morePani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar,
Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar,
Ki Mujko Hussain Ibn-e-ali Ne Yeh Naseehat,
Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar - Karbala Shayari
Janat me Janat ke haqdar jayenge, Kasam Ali ki ali ki hubdar jayenge, Dar-e-Janat pe khari Zehra kehti hain, Janat me mere LaaL ke Azadar jayenge
Read moreYe kaha agaya hu mein
Ye shayad woh to nai ha
Jaisa chaha tha mene
Ye shayad woh to nai ha
Zara sa us jaisa sa ha par
Ye shayad woh to nai ha
Itna waqt mene dhunda tha jisko
Ye shayad woh to nai ha
'Muneer' dhalna padega ab ismein hi magar
Ye shayad woh to nai ha
Haan woh zinda ha woh aaj bhi zinda ha
Woh zinda ha apni adaaon mein
Woh zinda ha apne qirdaaron mein
Woh zinda ha apni kahaniyon mein
Woh zinda ha apni kaamyabiyon mein
Woh zinda ha apni mohabbat mein
Haan woh zinda ha woh aaj bhi zinda ha
Woh zinda ha sabke dilon mein
Woh zinda ha sabki nigahon mein
Woh zinda ha sabki baaton mein
Woh zinda ha sabke khayalon mein
Woh zinda ha dono duniyaaon mein
Haan woh zinda ha woh aaj bhi zinda ha
Chali gayi ha woh yu hi cholhkar is jahan ko
Choti si umar mein bade bade khwaab jisne sajaye the
Un khwaabon ke liye lambe lambe safar ada kiye the
Khubsoorti or qaamyaabi jaise uski misaalein dene lagi thi
Mohabbat bhi jaise use apni aaghosh mein lene lagi thi
Qaamyaabi mili thi use apne qirdaaron mein
Par zindagi jaise usse kuch khafa si rehne lagi thi
Phir to mohabbat bhi jaise uska saath cholne lagi thi
Apne haal se majboor khud ko woh apaahij jaisa mehsoos karne lagi thi
Zindag…
How do we get to know what we want,
The world is standing like a wall in the path,
They were not embarrassed even by infidelity,
We got punished like a criminal.
कैसे मिलेंगे हमें चाहने वाले बताइये,
दुनिया खड़ी है राह में दीवार की तरह,
वो बेवफ़ाई करके भी शर्मिंदा ना हुए,
सजाएं मिली हमें गुनहगार की तरह।
Social Plugin