Aesi Namaz kaon parhega Jahan mein


Aesi Namaz kaon parhega Jahan mein,
Sajda kiya to Sar Na uthaya Hussain ne, 
Sab kuch Khuda ki raah men Qurban kar diya, 
Asghar sa phool bhi na bachaya Hussain ne.