YE SHAYAD WOH TO NAI HA

Ye kaha agaya hu mein
Ye shayad woh to nai ha

Jaisa chaha tha mene
Ye shayad woh to nai ha

Zara sa us jaisa sa ha par
Ye shayad woh to nai ha

Itna waqt mene dhunda tha jisko
Ye shayad woh to nai ha 

'Muneer' dhalna padega ab ismein hi magar
Ye shayad woh to nai ha 

Post a Comment

0 Comments