HAAN WOH ZINDA HA...

Haan woh zinda ha woh aaj bhi zinda ha
Woh zinda ha apni adaaon mein
Woh zinda ha apne qirdaaron mein
Woh zinda ha apni kahaniyon mein
Woh zinda ha apni kaamyabiyon mein
Woh zinda ha apni mohabbat mein
Haan woh zinda ha woh aaj bhi zinda ha
Woh zinda ha sabke dilon mein
Woh zinda ha sabki nigahon mein
Woh zinda ha sabki baaton mein
Woh zinda ha sabke khayalon mein
Woh zinda ha dono duniyaaon mein
Haan woh zinda ha woh aaj bhi zinda ha

Post a Comment

0 Comments